Kafi time se Patente karne ki koshish kr raha tha, main italian ka aur school main any jany ki timing ka masla tha, jab mujy Pak india ka pata chala aur inke parhane ky tarikekar ka to maine in ko join kia.. Parhny ka tareka bohat acha ha main khud ko comfortable feel karta hun, abb patente hasal krny ka habb pura kr sakta hon. pakindia team chhaaa ghy oooooooooooooooo.