Seleziona una pagina

Testimonianze

Eccole opinioni di chi ha preparato l’esame della patente con Pakindia Patente.

Najam Ul Hassan

Main Pakindia-patente team ko personaly janta hon, inka kam boht professional he.
Iss team nay apny Pakistani our Indian logon ko gar bethy driving licence ki theory parny ka moqa farahm kia he specialy kam karne wale hazrat our ladies ko.
Ap jab chay jahan chay par sakte hain.
Sab is moqy sy fayda uthayen…

Asghar Abbas

Abb aurtoon ky ly ghar beth kr Patente parhny me boht asani peda ho ghi ha aur bachoo wale aurtaye jab bi farg hon kisi b time asani se parh sakti hain. Khas tor par aurtoon ky lye lady Assistant maujod ha.. .
Mere wife bhi Patente krna cahti thi aur unhou ny bhi Pakindiapatente ko join kia…A GREAT WORK

Ahmed

Mujy italian ati ha is ky bawajod bi patente mein kuch essy tecnichal alfaz thy jin ko samjna mry lye muskil tha..pakindia ki madad sy mujy hr muskil cheez ko samjhny mein boht ziada asani hoi ha aur main ghar bethy bthay 29 din mein theory ky exam ky lye tyar ho ghya tha.
Patente B pass…

Ali butt

Me 1 saal sy italy me hun mujy zuban na hony ky brabr atti thi. Iss team ki guranty ki waja sy me ny dahla lia ha. me ny suhru me cehpters ko bout tafsel sy prha ha jasy mujy sir ny btya tha me wasy hi parr rhha hun aur me jasy jasy prhta ja rhha hun mujy achi zuban be aa rhhi ha, kafi mehnat karne ky baad Allah pak ka sukr ha mujy hr cheezz ki samj a rahhe ha aur mujy umeed ha inshallah me licence kr lon gha..

Sohaib ahmed

Mera sab sy bara problem italian zuban ka tha Pakindiapatente team ny Licence ki total translation kr ky mera problem solve kr dia aur sab sy achi bat ky main kisi bi time class ly skata hun.

Naeem shah

Har ik ik lafz ki translation aur hr arrgoment ky sath, signboards ki tasweeroon ky elawa boht si real tasweerain bhi hain jin ki waja sy har ik question ko detail sy samjny aur parhny me boht asani hoti hai aur fees be munasib aur garantee wali ha.

Javed iqbal

Licence parhty huy mujy jab kisi point ki smjh na ay our me jab bi sirr ko cal karu wo forn mera masla hall krty hain,,,,thank u so much sir g…

Amjid Imran

In ki site boht achi ha aur translation bhi boht achi ki ha i like this, phly mujy apny kam ki timing ki waja sy school timing ki respect karni hoti thi jis waja sy class attend nahi kar pata tha, abb Pakindiapatente waloo ny jo sholat faram ki ha us ki waja sy main ab din ky kisi bi time me apni online class ly sakta hun.
Specialy thanks Ali Raza..

Maria

Me Ali Raza ko aur unki team ko dili tor par mubarak kehna ciahti hon, kiunky vo ek bohot accia kam kye.
Me Ali Raza ko takriban 10 sal se gianti hun or janti hun kis tarha jazby or imandari se is project par kam kia ha, pakistani aur indian logon ke lie.
Muje yakin ha ke jo koi bi is course ko istamal karna ciahe ga usky lie bohot assan ho ga…..
zeror sari kissem ky logon ke lie, ager parhny ki sare hadaiat par amal karenghe zeror kamyab hon ghe or dusre logon ko us ky bare me bataye ghy.
Mujy yakin ha ke yeh course ek bohot bara moqa ha ziada tar oriton ky lie kiunky aj kal gari chalana ik zerorat he. mesal ke tor par bachy school me cihorna o lena doctor ke pas gana or waghera……
Me, tmam team ko dil se meri special mubarak deti hun.
Me ne zati tor par Urdu zuban sekha he is lie me Urdu ki zuban gianti hun.

Hafiz muhammad sohail yousaf

5 maheene se kahin aur jaa ky classes lene ky bawjud meri kafi ghaltian hoti thi aur iss baat ko ly kar main kafi pereshan tha. jab muje pata chala ye apne student ko pass hone ki surety dete hain to maine in ky Demo Lesson dekhe aur mujy in ky smjhany ka treeqa boht pasand aya or easy laga is lye maine join kia Thanks all team

Umer sehzad

Me 2 sall sy italy me hon mry ly patnte B krny me italian zuban ki bott bari problem thi jo aab nhi rahi..bott bott sukrea sari team jo mujy zabardast tareky se guide kar rahy hain.

Mr I.H.Kim President of D.T.R VMS (ex C.F.GOMMA) multinational industry & Syed Azam Shah Engineer at D.T.R VMS

In life you always have the desire to do something great especially for your people, and you are demonstrating this.
We really wish you a good start.

Abu Turab Ali Shah

Kafi time se Patente karne ki koshish kr raha tha, main italian ka aur school main any jany ki timing ka masla tha, jab mujy Pak india ka pata chala aur inke parhane ky tarikekar ka to maine in ko join kia.. Parhny ka tareka bohat acha ha main khud ko comfortable feel karta hun, abb patente hasal krny ka habb pura kr sakta hon. pakindia team chhaaa ghy oooooooooooooooo.

Muhammad Ashraf

Shah g rany brra changa kam kita ey saddy jyy loka wasty jrry thori talian jandy ny…ik zabrdest chez bnai ay. Me barri asani naal parna peya….bot merbani g

Luqman asif

Pakindia patente provides a great appournity to all indian pakistani people who have a wish to get driving licence in italy. Congratulations to all the members of team.

Dott. Cosimo Calavita

I have known the organizers of the website for some years and I can definitely say that they are realy genrous and sunny people who show a great enthusiasm for life that I believe that they will on to their students through this course.
Thanks to their professionalism I believe they will be able to give a great help to those who decide to get a driving license here in Italy.
Explaining well the driving licence course that one needs to know in order to get this document and also aviod incidents and gettingfines.

Muhammad luqman

Mnuu bari katt zuban awndi eyy hn mery jyye bndy waste lecence krna asan ho gya.

Waqar younas

Ya behtareen tarike se italian se asan urdu/hindi me translate huwa jo ba asani jisko italian nahi ati use b samaj ah sakta hai … hum kisi b time kahi b ba asani online study kar sakte hai, mein ne apne chote bhai or kuch cousin ko suggest kia ha jo kafi time se theek italian na ane ki waja se Patente B nahi kar pa rahe the….

Hamza

Mujy parhty huy aik cheez boot boot achi lagi ha ky har aik quiz ky sath aik asali tasweer bhi ha jis sy quiz ki mukamal samjh a jati ha.

Shakir hussain

Very professional and veryyyy easy method of study. It is a great work of all team and Good luck for all students…

Muhammad Ahsan

Good job and a great work pak india patente team.
Very easy and fast 100% translation.

Sehzad afzal

Mein Pakindiapatente ka student hun aur waqia hi inhon ny hr cheez ko boht asan tareqy aur detail sy samjya ha. Yeh course boht easy ha jin ko italian nahi ati aur fast ha un ky lye jin ko ati ha.

Qasim younas

Bara hi sokha te asan ey, 7 mahine tu kar e parhn lagya ccc lekin tyari nhi pi hondi ccc tik tarah. Ena kolun parh ky bari asani nal tyari pi hondi ay.. hun ghaltian bot kat hondia ny. Grasie gi.

Muhammad ali

Mery lye sab sy ziada asan ye ha me apny kaam ky hisab se jis time cahoo parhh skta hon..
Thanks pakindia team.

Abdullah hayyat

Very professional and veryyyy easy method of study. It is a great work of all team and Good luck for all students…

Muhammad usman

Italy me rehny waly hmary sary behn baioo khas torr pr behnu ky lye pakindia wallon ny patente ko krna boht asan bna dya ha aur phli dafa live teacher ky sath total online video course hum sab ky lye ghar bethy huy patente hasil kr leny ka boht moqa ha..